Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGeeta Dutt
HomeGeeta Dutt
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ooo aa re bhanware aa oo oo aa re bhanwre aa mehki mere man ki bagiya phool phool pe ja ras pee ja ras pee ja ud ja rasiya aa re bhanware aa oo oo oo ye din chaar jawaani na dar aa kar le manmaani na dar aa kar le manmaani aaj shuru kal khatam kahaani geet preet ke gaa dil behla kya jaane kal kya hoga aa re bhanware aa oo oo kal na main na tu hoga na hogi ye phulwaari in soone raston pe udti hogi dhool humaari ooo dard nishaani jiski dard nishaani ooo dard nishaani jiski dard nishaani o jiski dard nishaani aisi do din ki zindagaani aisi do din ki zindagaani rahe na raaja rahe na raani ek aaj ka din apna hai
ae dil ae deewane ae dil ae deewane ae dil ae deewane aag lagaa li kyun daaman mein o zalim chahat ke bahane ae dil ae deewaane jurm nahin tha dil ka laganaa aa samjha kab nadaan zamana jurm nahin tha dil ka laganaa aa samjha kab nadaan zamana ek nazar aur kitni baatein ek nazar aur kitni baatein ek khamoshi laakh fasaane ae dil ae deewane aag laaga li kyun daaman mein o zalim chahat ke bahane ae dil ae deewaane ye to nahin hai teri manzil door bahut hai apna sahil ye to nahin hai teri manzil door bahut hai apna sahil armanon ki nazuk kashti armanon ki nazuk kashti lagi hai tufaan se takrane ae dil ae deewane aag lagaa li kyun daman mein o zalim chahat ke bahane ae dil ae deewaane
pyaar ka hai mausam hum hain akele tujhko pukaare ye din albele aise mein aa bhi jaa aise mein aa bhi jaa pyaar ka hai mausam hum hain akele tujhko pukaare ye din albele aise mein aa bhi jaa aise mein aa bhi jaa jhoom raha masti mein gagan jaag uthi mere dil ki lagan jhoom raha masti mein gagan jaag uthi mere dil ki lagan kaha to nahin jaaye magar dil chahe koi mere zulfon se khele o o ooo pyaar ka hai mausam hum hain akele tujhko pukaare ye din albele aise mein aa bhi jaa aise mein aa bhi jaa kaise katega akele safar dhunde tujhe meri khoyi nazar kaise katega akele safar dhunde tujhe meri khoyi nazar main gir gir jaaun sambhal nahin paaun zara paas baahon mein le le o o ooo pyaar ka hai mausam hum hain akele tujhko pukaare ye din albele aise mein aa bhi jaa aise mein aa bhi jaa pyaar ka hai mausam hum hain akele tujhko pukaare ye din albele aise mein aa bhi jaa aise mein aa bhi jaa aise mein aa bhi jaa
thandi hawaon mein taaron ki chhaon mein aaj balam mera dole jiya tum jo ho baahon mein meri nigaahon mein aaj basa hai sansaar naya thandi hawaon mein taaron ki chhaon mein aaj balam mera dole jiya tum jo ho baahon mein meri nigaahon mein aaj basa hai sansaar naya raat ka aisa sama aayega ye phir kahan pyaar ke luto maze hai abhi ye dil jawan pyara zamana hai dil ye deewana hai chhed zara koi geet naya thandi hawaon mein taaron ki chhaon mein aaj balam mera dole jiya keh rahi hai ye zuban pyaar ki ik daastan sun rahi hai ye zamin sun raha hai aasman chand sitaron ne rangi baharon ne raaz e dil mera khol diya thandi hawaon mein taaron ki chhaon mein aaj balam mera dole jiya tum jo ho baahon mein meri nigaahon mein aaj basa hai sansaar naya hmmm mmmmmm
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Re Bhanware Aa Anand Math (1952) 02:14 19793
 
Poster of Anand Math (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Geeta Dutt
Duration : 02:14   Song Number : 19793   

Ae Dil Ae Deewane Aag Lagaa Li Baaz (1953) 03:17 38412
 
Poster of Baaz (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Geeta Dutt
Duration : 03:17   Song Number : 38412   

Pyaar Ka Hai Mausam Baazigar (1959) 03:13 36609
 
Poster of Baazigar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Dutt
Duration : 03:13   Song Number : 36609   

Thandi Hawaon Mein Bahu (1955) 03:12 36607
 
Poster of Bahu (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Geeta Dutt
Duration : 03:12   Song Number : 36607   
Karaoke Songs of geeta dutt, Sad Songs of geeta dutt, Love Songs of geeta dutt, Dance Songs of geeta dutt, Hip-hop songs of geeta dutt, Best songs of geeta dutt, Super hit songs of geeta dutt, hit songs of geeta dutt, duet songs of geeta dutt, solo songs of geeta dutt, old songs of geeta dutt, famous songs of geeta dutt, Hindi Karaoke Songs of geeta dutt, Hindi Sad Songs of geeta dutt, Hindi Love Songs of geeta dutt, Hindi Dance Songs of geeta dutt, Hindi Hip-hop songs of geeta dutt, best Hindi songs of geeta dutt, super hit Hindi songs of geeta dutt, hit Hindi songs of geeta dutt, duet Hindi songs of geeta dutt, solo Hindi songs of geeta dutt, old Hindi songs of geeta dutt, famous Hindi songs of geeta dutt, Sing Along Songs of geeta dutt, Sing Along Sad Songs of geeta dutt, Sing Along Love Songs of geeta dutt, Sing Along Dance Songs of geeta dutt, Sing Along Hip-hop songs of geeta dutt, Sing Along Best songs of geeta dutt, Sing Along Super hit songs of geeta dutt, Sing Along hit songs of geeta dutt, Sing Along duet songs of geeta dutt, Sing Along solo songs of geeta dutt, Sing Along old songs of geeta dutt, Sing Along famous songs of geeta dutt